Header Ads

Twitter me account kis tarah banaye

 
    Sabse pahle aap apne mobile desktop ya computer destop me www.twitter.com likh kr search krke twitter ka page open karna prega . Fir uske baad SIGN UP ka option pe click karna parega .
    Fir uske baad ek naya page open hoga , jisme ek form filap krne ka option aayega, jise hme ekdm sahi sahi varna hoga . Us form me likha rahega jaise ki -
    FULL NAME :- apna pura naam likhana hoga
    PHONE OR EMAIL ADDRESS :- isme apna mobile number ya apna Email Id likhana hoga
    PASSWORD :- isme apna strong password type krna hoga
    USERNAME :- isme aapko ek username type karna hoga jisme aapka koi follower aapko twite kr ske
    Aur sabse last me jo SIGN UP ka option aayega to hme sign up pe click karna prega .
     Agar aapne twitter account ke liye mobile number diye hai to us mobile number twitter OTP code ka massage aayega jise hme twitter account pe varifacation krna prega ya aapne agar Email Id diye hai to us Email pe twitter admin duara ek link send krega jiso hme us Email ko open krke twitter link pe click krke Email Id ko varification krna prega . Fir kya lo aapka twitter account create ho gya .
    Ab aap apne browser me twitter ka page open krke Sign In pe click kre aur usme apna mobile number ya Emal Id dale aur Password ke option me apna khud ka password dal ke LOG IN pe click kre , fir uske bad aapka khud ka twitter page open ho jayega .
 
    Agar apko ye post achhi lgi hai to niche ka ye post vi jarur padhe -
      1. Social Media Me Account Kaise Banaye .
      2. Facebook Account Kis Tarah Banaye .
      3. WhatsApp Ka Account Kis Tarah Banaye .


 
     
Theme images by mammuth. Powered by Blogger.