Header Ads

Social Media Me Account Kaise Banaye

   
    Aaj ki duniya me Social Media wo ek Internet Power hai , jiski madad se Internet ke duara hm apna koi vi view , koi vi image ya koi vi video ek dusre ko share kr skte hai, chahe wo public ho ya apna dost ho . Social media ki madad se duniya ki kisi vi kone me kisi vi ghatna ko jnsanchar ya prchar (Advitise) kr sakte he. Iski madad se hm anjaan logo ko apna dost banake padhayi likhayi ki bate ya mouj-masti ya koi vi kaam-dhanda ki bate unse log kiya krte hai  .Iski madad se hm apne bachapn ke purane purane school-collage jamane ke dosto ko dhund lete hai , ya hm iski madad se koi vi Social news ya poltical news ghar baithe pa lete hai .

    Social media me sabse jayda use hone bale me Facebook ka naam sbse pahle aata hai . Facebook ki suruaat America desh me 4 February 2004 ko hua . Facebook ka CEO ya mallic ka nam Mark Zuckerberg hai . Facebook nam ka website me 2006 tk wohi log chala sakta tha jiska age 13 saal ya usse jayda tha . Agar aap janna chahte hai ki Facebook me apna account kis tarah banaya jata hai to niche diye gye link pe click kre -
    Facebook me account kis tarah banaye .

    Social media me Facebook ke baad sabse jayda use hone bale me WhatsApp ka naam aata hai . Aaj ke jamane me hr android user ke pass WhatsApp account hai . Agar aap janna chahte hai ki WhatsApp me apna account kis tarah banaya jata hai to niche diye gye link pe click kre -
     WhatsApp ka account kis tarah banaye .

    Social Media me Facebook aur WharsApp ke baad Twitter account ka naam aata hai . Twitter account vi Facebook account ki tarah hai, lekin twitter me hm 140 sabd ka massageko ek bar me veja jata hai . Twitter account ko log 2006 se use kr rhe hai . Agar aap janna chahte hai ki Twitter me apna account kis tarah banaya jata hai to niche diye gye link pe click kre -
    Twitter me account kis tarah banaye .

    Ye post vi jarur padhe Gmail Account Banane Ki Tarika .


Theme images by mammuth. Powered by Blogger.