Header Ads

Facebook Account Kis tarah Banaye

   

    Sabse pahle apne mobile desktop ya computer desktop me google browser ya koi vi browser ko open krke usme www.facebook.com likh kr search krna prega . Fir uske bad Facebook page ko open krna prega . Uske baad hme Create New Account pr click karna hoga .
    Fir uske baad ek naya page open hoga , jisme ek form filap krne ka option aayega, jise hme ekdm sahi sahi varna hoga . Us form me likha rahega jaise ki -
    NAME :- apna naam likhana hoga
    SURNAME :- isme apna title likhana hoga
    MOBILE NO./EMAIL ADDRESS :- isme apna mobile number ya apna Email Id likhana hoga
    GENDER :- isme Male ya Female ke upper click karna hoga , jaise ki agar aap larka ho to usme male aur larki ho to usme female pe click karna hoga
    PASSWORD :- isme apna strong password type krna hoga
    Aur sabse last me jo SIGN UP ka option aayega to hme sign up pe click karna prega .
    Agar aapne facebook account ke liye mobile number diye hai to us mobile number pe Facebook OTP code ka massage aayega jise hme facebook account pe varifacation krna prega ya aapne agar Email Id diye hai to us Email pe facebook admin duara ek link send krega jiso hme us Email ko open krke facebook link pe click krke Email Id ko varification krna prega . Fir kya lo aapka Facebook account create ho gya .
    Ab aap apne browser me facebook ka page open krke Sign In pe click kre aur usme apna mobile number ya Emal Id dale aur Password ke option me apna khud ka password dal ke LOG IN pe click kre , fir uske bad aapka khud ka facebook page open ho jayega .
 
   Agar apko ye post achhi lgi hai to niche ka ye post vi jarur padhe -
    1. Social Media Me Account Kaise Banaye .
    2. WhatsApp Ka Account Kis Tarah Banaye .
    3. Twitter Me Account Kis Tarah Banaye .



Theme images by mammuth. Powered by Blogger.