Header Ads

Mobile Backup kya hai

BACKUP Kya Hai :- 

   Backup ek process hai jo koi chij ko aasani se harane nhi deta . Matlab ye ki , aap
man lijiye aapke mobile me koi software uninstall kr diye , fir mobile chip me save na hone ki bajah se fir se install krna mumkin nhi hota . Magar backup hone se uninstall kiya hua software ko fir se install kiya ja sakta hai .
Mobile me Backup kyu kre :-
   Backup krne ki bhut sare bajah hote hai , jaise ki jb koi nya Android ya Smartphone kinta hai to agar uske pass mobile chip/memory card pas me nhi ho to use jarur Backup karna chahiye .
   Kyu ki kvi kvi hamare saath aisa hota hai ki koi Application (apk) ya Game install krna chahte hai , magar phone memory me jayda space na hone ki bajah se use install nhi kr pate fir hm purana ya koi dusra apk ko uninstall karna parta hai . Lekin hm uninstall kiya hua Apk ko fir se install nhi kr pate hai .
   Agar aap application (apk) ya game ko backup kr de to hm jb chahe use uninstall kr de aur fir se use install vi kr sakte hai .
Backup kaise kre :-
   Bhut si Android ya smartphone ya Tablet mobile me Backup ka software hota hai . Agar na ho to aap internet ki madad se apne Playstore se Mobile Backup ka software download kr sakte hai .
   Apne mobile me Clean Master , Power Cleaner , Leo Privacy Guard etc. se vi mobile backup kr sakte hai .
  
Theme images by mammuth. Powered by Blogger.