Header Ads

Android Mobile Kaise Hang Hone Se Bachaye

   
   Aaj ki duniya me Android mobile ek khelona ban gya hai . Chhote bacho se le
kr bre bujur ke pas vi ab Android mobile rahta hai . Lekin aajkal mobile hang hona bahut hi common ho gya hai .
   Agar bar bar mobile hang hote rhe to mobile jaldi kharab ho jayega , ye bat to hm svi jante hai .
Kaise bachaye mobile ko Hang hone se :-
   Mobile ko hang hone se bachane ke liye kuchh tips niche hai . Ye tips follow krne se mobile ka speed vi badhata hai aur hang hone se vi bachata hai.

    Ye post vi jarur padhe Android Mobile Ka Secret Code List

   Tips 1 :- aap jab nya phone kharid kr use krte ho tb apne mobile me bahut sare Application ya Game software turant hi download mat kiya kro . Kyu ki nya mobile turant  me load nhi le sakta . Aur aisa karne she kuch dino bad mobile hang hone lagata hai .
   Tips 2 :- Internet chalate samay mobile me data on krne pr kuch der mobile mat touch kiya kro . Kyo ki data on hone se bhut sare system process jaise ki Whatsapp , Facebook , hike , Update etc. on ho jate hai .Aur aise me turant touch krne se kuchh dino bad mobile hang hone lagta hai .
   Tips 3 :- Aapke mobile me agar bhut sare Apk hai to jayda use na hone bale Apk ko uninstall kr de . Kyo ki jayda use na hone bale Apk me dhire dhire phone storage ki data badhne lagta hai aur mobile hang hone lagata hai .
   Tips 4 :- Aapke mobile me agar jo Apk uninstall nhi hote aur aap usee jayda use vi nhi karte to fir us Apk ka Force Stop kr do . Nhi to phone storage ki data badhne lagega aur mobile hang hone lagega .
   Tips 5 :- Apne mobile me Apk ki data storage time time pe clear krte rho nhi to hang hone lagta hai .
  Tips 6 :- Mobile me Internal Storage me jayda Apk install krne se RAM pr dabab hota hai aur mobile hang hone lagata hai . Isliye jayda Apk ko apne memory card me install kre aur agar internal storage me Apk ho to usee memory card me transfer kr le .
   Tips 7 :- Apne mobile me hmesa internal storage clear rakhne ki kisis kre . Aur phone memory me vi kuch space rkhe ( matlab 16GB ka memory space ho to 2-3 GB space khali rkho ) .
   Tips 8 :- Apne mobile ko time time pe PC se connect krke Scan krna chahiye jisse mobile me virus attack na kr sake .
   Tips 9 :- Mobile me high level ka browser jaise ki Google Chrome , Mozilla , UC browser etc. ki clear data , clear cookies , clear history ye sb jarur kre . Kyuki ye sare data badhne se vi mobile ko hang hota hai .
   Tips 10 :- Android mobile me live wallpaper air 3D wallpaper ko use nhi karna chahiye . Kyo ki ye wallpaper battry vi jayda kharch krata hai aur mobile hardware pr bura Assad parta hai jisse mobile vi hang ho jata hai .
Theme images by mammuth. Powered by Blogger.