Header Ads

Purana Android Mobile Kaise Naya Banaye


   Android mobile ko nya banana bahut hi aasan hai . Mobile ko nya banane se mobile pahle jaisa ban jata hai , matlab jab aap kharide the thik usi tarah .
   Bs aapne mobile ki data ko Reset Factory Data karna hoga . Fir aapka mobile ekdom nya ban jayega .
RESET FACTORY DATA ( RFD ) kyu kre ?  :-
   Reset Factory Data krne ki bahut sare bajah hote hai jo niche ki point me bataya gya hai .. .. ..
   1.  RFD krne se mobile ki speed badh jati hai aur hang hone se bachata hai .
   2.  RFD krne se mobile pahle jaisa ban jata hai jaise kharidte samay tha .
   3.  Agar aap  kvi screen lock ka Password vul jate hai tb aap RFD krne se mobile password lock vi khul jayega .
RESET FACTORY DATA ( RFD ) Kaise Kre :-
   Android mobile me RFD krne ki do tarike hai . Ek normal mode aur dusra recovery mode .

Ab ye vi post jarur padhe 
Normal mode :-
   Normal mode me aap Android mobile ki SETTING me jaye .
   Fir aap BACKUP & RESET pe click kre .
   Uske bad FACTORY DATA RESET pe click kre .
   Fir aap ACCEPT ki option pe click kre .
   Agar aapse RESET pin number mange to usme mobile lock ka password de .
   Uske bad aapka mobile apne aap sari data delete krke restore hone lagega aur kuch der bad mobile On ho jayega thik pahle jaisa jaise ki kharitde samay tha . Aur aapka Android mobile purana se nya ban jayega .

Recovery Mode :- 
   Agar aapka Android mobile koi virus ke karan On na ho rha ho ya mobile lock ka password vul gye ho tb hm Recovery Mode se RFD aasani se kr sakte hai .

Recovery Mode Kaise Kre :-
   Sabse pahle aap mobile ko Switch Off kr de . 
   Alag alag Android mobile me recovery mode ke liye in tino me se koi ek switch combination hota hai - jo hme ek sath dabana parta hai .

   Volume Up + Power key + Menu key 
   Volume Down + Power key 
   Volume up + Volume Down + Power key . 

   Uske bad recovery mode open ho jata hai , fir hme Volume up ya Volume down key ki madad se FACTORY RESET ki option select kre .

   Uske bad POWER key bottom dabaye .

   Uske bad RFD suru hone lagata hai aur kuchh der bad mobile ki sari data delete krke restore hone me bad mobile On ho jata hai .
   Fir aapka mobile pahle jaisa smoothly air nya ban jata hai .

    


   
Theme images by mammuth. Powered by Blogger.