Header Ads

Mobile Se Apna Khud Ka DJ Kaise Banaye

   
    Aap svi ko pta hi hai Android Mobile se hm sb kiya nhi kr skte , kyuki aaj ke jbane me bina Android bhut muskil hai jina . Waise to hm svi ko Android Mobile se bhut kuch sikhne aur sikhane ko milta hai , roj ki tarah aaj vi hm ek nya tricks le ke aaye hai jisse hm apne Android Mobile ko khud ka DJ bna ke ghar ya party m Mobile DJ bja k dosto ya family ke sath enjoy kr sakte hai .

    Kaise Banaye Hm Apna Mobile DJ :- Mobile ko DJ bnana bhut hi aasan hai , bs aapko krna ye hai ki apne mobile me Google PlayStore ya koi vi App Store se apne Android Mobile me ek Application ko download krna hoga jiska naam hai ButtonBass EDM Cube 2 .
 
    1. Sbse phle appstole se ButtonBass EDM Cube 2 download krke mobile me Install kr le .
    2. Fir uske bad ButtonBass EDM Cube ko mobile me open kre .
 
    3. Fir uske bad Auto Mix ya Random Mix pe click kre ya apne hisab se EDM button ke upper koi vi cube button pr apne hisab se ek ek krke click krke setting kr skte ho .
    4. Uske bad apna feverate song chalu kr ke DJ ka maja apne Android Mobile me le sakte ho . 
Theme images by mammuth. Powered by Blogger.